Ashok to Maple - 11 May 2012
Nazaron mein hai teri parchainya, per tu kahi nahi
Dil mein hai tere pyar ki gairahinya, per tu kahi nahi
Her pal dhunta hu tujhe, per tu kahi nahi
Aadat si ho gayee hai tere aas-pas hone ki,
jab bhi tatolta hui, tu milti kahi nahi
Tere Aihsas ka pyasa huin mein
ye tujhe khabar hai, per tujhse milan ki koi umid kahi nahi
Tu sahi hai janta hai dil mera, per paakar bhi tujhse dur rehna sahi nahi ....sahi nahi...
Tu hai har jagah per is baho ko milegi kabhi nahi...ya sahi nahi ... Ya sahi nahi
Dil ko apne, aapkeliye dhadkaya hai,
aap nahi to iska dhadakta rehna sahi nahi....
Pyar ki pyas humari zindagi bangaye hai,
tu agar zindagi mein nahi
to is pyase ka rehna sahi nahi...sahi nahi