Ankhon hi Ankhon mein ho jaye aisa pyar hota hai kaha.
Dhadkan apne dil ki, kisi aur ke dil se sunayee de, aisa pyar hota hai kahan
Khwab char naino ki ek hojaye, aisa pyar hota hai kaha.
man se man ki baat ho jaye, aisa pyar hota hai kaha
Bin kahe, ankhen jab bolne lag jaye,
bin palke bandh kiye, jab woh nazar aane lag jaye,
Bin mile, man na lage,
Bin sune, bechaini badne lage,
uske didar ki umid mein, jab subah ka intazar hone lage,
uski hansi, kano mein ras gholne lage,
Uske Chehre ki khushi, apne jine ki wajah banne lage,
Zindagi mein bin visa ke hi, rehne lage,
Har rah, jisper mein chalta tha, Aaj uske bagayer suni lage,
To samaj lena woh ankhon mein basne lage,
To samaj lena pyar hadh se jaada hone lage... Hone.... lage ha ..hone lage